Arzz Farmaiye......
Abhi Mohabbat kiya nehin.. Dil ko Ilzaam detaa hun....ABHI, Mohabbat kiya nehin, DIL ko ilzaam detaa hun........
Mohabbat Pagalpan hai kehke khud ko samjha detaa hun......
- Aankhon mein chingari... Dil Mein Dard....Yeh mohabbat ka phashana hai Kehte hein Log.....
Aashu piitten hein khoon ki... Tawah hote hein log.....Phir bhi ISHQ ki raaste pe gujarte hein log...
ISHQ Zaroorat hai, Ya Zaroorat hai ISHQ....
Bekhoodi, Mein Jalne ka Faashana hai ISHQ....
- Aaana to unke haath mein tha magar,
Jaana aab humare haath mein nehin..
Ghum to unke chehre pe tha magar,
Hasi to ish chehre pe bhi nehin....
Dil ko loot to liya aapne magar,
Dil to shayad mere paas tha hi nehin...
Jeene ki ek wajah aapne diya hai magar,
Jeena shayad humko aata hi nehin...
Chandni raat thi, aur sitaaron ka mela tha....
Chandni raat thi.. aur sitaaron ka mela tha....
Mehboob ki ek yaad thi... Aur yeh dil akela tha....
Zinda rehna hai mujhe meri Zindegi de de.....
Ush dilnashin se milna hai mujhe, Ek bahana de de...
Tere ISHQ mein meri jaan, Pagal pan ke hadd se guzar gaye
Tere ISHQ mein meri jaan, Pagal pan ke hadd se guzar gaye.....
Tuta Phuta sa ek dil hai, Jo tumhare Naam kar gaye.....
Mohabbat ki agar barshaat ho, Meri Kasti ka woh kinara hogaa....
Sanam jo mil jaen hum ko, Meri jindegi ka woh anzaam hogaa....
Dil jo meri tum le lo, Meri jaan ushkaa nazraana hogaa...
Daastaan, jo aaj ish Dil main hai, Kal woh charche aam hogaa...
Daastan-e-Ishq jo karne laage hum baaiyan,
Phoolon ki khushboo se khil utha yeh jahaan.....
Sanam-e-Deedar humko hua naseeb,
Hawanon ke jhokke se machal gaya yeh shaama....
Gul-o-Gulshan ne chedda jo Hushn-e-Bahaar ko....
Suru ho gaya yeh dil se Mohabbat ka karwaan...
Aasmaan-o-Jameen Mujhko hai teri kasaam,
Mohabbat-e-mohabbat tujhpe, Dil-o-jaan hai kurbaan.....
Haan aaj umaang hai dil mein kuch karke dikhane ki.....
Haan aaj zameen pe baithen to hain magar,
Jigar hai aashman ko chune ki...
Raat na hota to din suhana na hote
Sapna na hota to jindegi bejaan hote
Chaand na hota to suraj kisko pasand tha....
Aashu na hote to Hasin ki jaroorat kya tha...
Kabhi sapna dekho to jaano ushmein maaza kya hai.
Dil deke dard lene ka maaza kya hai
Mohabbat karna zinda dil walon kaa kaam hai
Murda dil wale khaak jiya karte hai...
